
Hello Dosto Aaj Ke Iss Post Mein Hum Janengay Top 5 Best Free Keyword Research Tool Ke Bare Mein Jo Ki Ekdum Free Hai
Jinka Use Karke Aap Apnay Blog Post ko Bahut Hi Aasani Say Google Par Rank Kar Paoge .
इस Post से आप क्या सीखने वाले है
Best Free Keyword Research Tool
Keyword Research Tool Seo Ke Liye Kyun Jruri Hai
Aksar New Blogger Bina keyword Research Kare Blog Post likhna Start Kar Deta Hai .
Lekin Unka Post Kabhi Bhi Google Par Rank Nahi Ho Pata Hai
Kyunki Unlogo Ko Ye Pata Hi Nahi Hota Hai Ki Hame Kis Keyword Par Backlink Banakar Google Par Rank Karna Hai
To Aaj Mein Un New Blogger Ke Liye Best Free Keyword Research Tool Ke Bare Mein Batanay Ja Raha Hoon
Ki Keyword Research Kaisay Kare Aur Ye Seo Ke lihaaj Kyun Jruri Hai.
Keyword Kya Hai Aur Ye Seo Ke Liye kyun Jaruri Hai
Friends Aap Jabhi Kuch Google Ya Other Search Engine Mein Kuch Search Kartey Hai
Jaisay Website Kaisay Banaye ,Online Paise Kaise Kamaye CBSE Result Etc.
Ye Sab keywords Hai Jo Ki Google Par Rank Hai Bina Keyword Ke Aap Kabhi Bhi Google Ya Other Searh Engine Mein Kabhi Rank Nahi Kar Paoge .
Isiliye Keyword Research Bahut Hi Jaruri Hai.
Top 5 Best Free Keyword Research Tool
1.Keyword Planner
Dosto Keyword Planner Google Ka Hi Free ‘Keyword Research Tool‘ Hai Jiska Use Karke Hum Best Keyword Reserach Kar Saktey Hai
Iss Tool Ke Jariye Hum Ye Research Kar Saktey Hai ki Kyunsay Keyword Ka Kitna Monthly Searches Hai
Yani Kyunsa Keyword Logo Dwara Mahinay Mein Kitnay Baar Google Mein Search Kiya Jata Hai .
2.Seo Profiler
Seo Profiler Ek Bahut Hi Badiya “Keyword Tool“ Hai Jiska Use Karke Aap Keyword Research, Backlink Checker , Audit Website Etc
Bahut Hi Aasani Say Kar Sakoge Ye Tool Free Aur Paid Dono Version Mein Available Hai
Agar Aap New Blogger Hai Main Recomended Karunga Ki Aap Free Mein Iss Tool Ko Use Kare .
3.Keyword Every Where
Keyword Every Where Ek Free Extension Hai Jisko Aap Apni Chrome Browser Ya mozilla Firefox Mein Install Karke Kisibhi Keyword Kay Barey Mein Ye Pata Laga Saktey Hai
Ki Is Keyword Par Monthly Kitnay Searches Hai Aur Iss Keyword Par Aapko Kitni CPC Milega
Aapko Bas Apne Chrome Browser Me Keyword Every Where Tool Extension Ko Add Karna Hai
Aur Uskay Baad Aap Google Par Jo Search Karoge Ye Tool Aapko Us Keyword Aur Ussay Related Sari Information Aapko Dedega
.
4.Keyword Tool .Io
Keyword Tool .Io Ye Bahut Hi Badiya ‘Keyword Research Tool‘ Hai Jiska Use Karke Aap Youtube Google Ya Other Platform Ke Keyword Bhi Nikaal Saktey Hai
Aapko Sirf https://keywordtool.io/ Par Visit Karna Hai Aur Apna Keyword Type Karna Hai Aur Aapko Apna Location Select Karna Hai
Aur Search Par Click Kardena Hai Aapke Keyword Ka Sara Information Aapko Miljayega.
5.SERPs Tool
SERPs Ke Jariye Bhi Aap Apna Keyword Research Kar Saktey Hai Ye Bhi Baki Tool Ki Trah Same Work Karta Hai Aur Aapke Keyword Ki Jankari Provide Karta Hai.
Conclusion
Dosto Agar Aap Ek New Blogger Hai Tow Aap In Top 5 Best Keyword Research Tool Ko Use Karke Bahut Hi Aasani Say Keyword Nikaal Sakoge
Lekin Boss Free To Free Hi Hai In Sarey Tool Ka Jo Data Hai 55% Say 60% Hi Right Hotey Hai
Aur Paid Tool Jo Market Mein Available Hai Wo 99% Accuracy Ke Sath Aapko Data Provide Karatey Hai
Lekin Mein Recomended Karunga Agar Aap New Blogger Hai Tow Aap In Free Tool Ka Bhi Use Karke Best Keyword Research Kar saktey Hai .
Agar Aapko Ye Post Pasand Aaya Hai Tow Iss Post Ko Apnay Dosto Aur Facebook Whatsapp Par Share Jarur Kare .
Thank You Aapka Din Subh Rahe

Hello Friends Myself Mohammad Asad